Monday, May 6, 2019

Post Ke Beech Mein Add Dhow Kaise Kare-How To Add Ads Between Posts In Blogger-Farooq Arain

Post ke beech mein Add show kaise kare

Aslam o Alaikum dosto aap log kaise ho main theek hoon umeed karta hoon keh aap sub bhi achhe se honge,Aaj ka ek chota sa topic hai keh Post ke beech mein Add show kaise kare,Agar aap bhi ye janna chahte hain to chalo shuru karte hain.
How to  Ads show into Your Post Content in Blogger-Post ke beech mein Add show kaise kare-JPG-Farooq Arain
How to  Ads show into Your Post Content in Blogger

How to add ads between posts in blogger

Dosto agar aap Ek achhe blogger hain to aap ko pta hoga ke Post ke beech mein ads show karwate hain to aap ki ads pe click achha aata hai Aur aap ko earning bhi achhi ho jati hai,Post ke beech mein ads show karwana koi mushkil kaam nahi,Jaise main aap ko btaun ga aapne waisa hi karna hi aur aap apne post ke beech mein ads show karwa sakte han
  1. Sub se pehle Blogger.com pe jayen aur Sign.In ho jayen.
  2.  Top Left side pe Down Arrow  pe click karen aur Blog list mein se apne blog pe click karen  jis ke post mein aap Add show karwana chahte hain.
  3.  Left side Menu mein se  Layout pe click karen.
  4.  Aap ne apne blog mein jo bhi template  hai us ke  ke hisab se Blog Post mein Edit pe click karen.
  5.  Show Ads Between Posts ke side mein  Box pe click karen.
  6. Ek option aaye ga ke aap ko kitne post ke baad ads show karwana hai to aap apne hisab se ads show karwayen 
  7.  Save pe click kare,Jaise ke aap niche dekh sakte hain
    Post ke beech mein Add show kaise kare-How to  Ads show into Your Post Content in Blogger-Farooq Arain
    Post ke beech mein Add show kaise kare
To dosto aaj ka ye chota sa topic tha aap ko ye post kaisi lagi,Comment mein btana,Milte hain next article mein.Apna khayal rakhna.Good Buy.

No comments:

Post a Comment