Thursday, May 9, 2019

Free Domain Kaha Se Liya Jaye Who Bhi Ek Sal Ke Liye-Step By Step-Get a Free Domain Name in One Year For Free-Farooq Arain

Free Custom Domain Kaha Se Liya Jaye Who Bhi Ek Sal Ke Liye-Step By Step

 Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
 Get a Domain Name in one year for free
Aslam o Alaikum dosto aap log kasie ho main theed hoon  aur umeed karta hoon keh aap sub bhi achhe se hon ge,to dosto aaj ka topic hai keh FREE custom domain kahan se len aur kasie len,
Dosto aap free domain lene wale hain to sub se pehle aap ko domein ke bare mein janna hoga keh aap kon se doemion lena chahte hain,To sub se pehle aap ko domain ke bare mein  janna hoga keh domain kitne tarha ke hote hai

Domain do tarha ke hote hai

1.    Custom Domain

2.    Sub Domain

Custom Domain

Custom Domain who hota hai jis mein sub domein na ho jaise keh .com .Net . Org .tk .ml .Gq
Custom domein bhi to tarha ke hote hain;
     (a) Paid domain
Paid domain top level domein hote hain jaise keh .com .Net . Org
Aesy Domain lene ke liye aap ko paise dene parte hain. Agar aap ke pass koi blog ya website hai aur who rank kar gya hai to aap ko Top level domain lena hota hai aur apne blog ya website mein add karna hota hai kyun ke agar aap ke blog ya website mein top level hota ho visitor ko lagta hai keh ye orignal websit hai to who ussi website mein jate hain.Visitor top level domein ko like karta hai.
     (b) Free doamin
 Dosto aap Free domain ki zarurat us wapat parti jab hum jab aap apna blog ya website sikhne ke liye crete karte hain ya test ke liye create karte hain ke jab aap ko website rank kar jay gi to aap us pe top level domein laga den ge to aap test ke liye free domain le sakte hain,Paid domain mein aap ko domain aur sub domain dono mlilte hain. Free mein aap ko jo domain milne wale hain who ye hain .tk      .ml      .Gq       .ga        .cf
Aur free mein aapko jo sub domein milne wale hain who ye hain .ch.vu       .info.ms        .at.vu         .at.tc      .ch.tc         de.ms         .net.ms         .net.tc     Iss ke alawa aap ko aur bhi free sub domin mil sakte hain.

2. Sub Domain

Sub Domain Aesa domain hota hai jis se pehle kisi doemin ka name ho jaise keh .ch.vu     .info.ms       .at.vu      .at.tc      .ch.tc      de.ms      .net.ms
Agar aap Sub domein mein lete hai ya buy karte hai to aap ke name ke sath who apna domein neme bhi add kar dete hain.

To dosto aap ko domain ke bare mein detail se bta diy keh domain kya hai aur domain kitne type ka hota hai.Ab sawal hai keh ek sal ke liye Free domain kahan se len.Dosto aesi bahut si website hain jo aap ko free mein domain deti hain lekin un sub mein se best website Freenom.com hai.Iss website se aap ko bahut si free domain mil jati hain jsie keh .tk      .ml      .Gq       .ga        .cf etc.
To ab start karte hain keh freenom.com se kaise domain len ek sal ke liye who bhi free main to chalo shuru karte hain.

Free Domain kaise li jay Stp by Step

  1. Sub se pehle aap ko Freenom.com ki website mein jana hota,Freenom  website jane ke liye Click Here pe click kare
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  2.  Website open hone ke bad aap ko Domain Search bar dekhne ko mile ga search bar mein aap ko aap ko jo bhi domain chahiye use Search kare or us ki Availability check kare
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  3. Ek secreen open hogi aur aap ko domain name by dufold 3 month rehata hai aap ko ye domein kiten month ke liye chahiye who select karna hota hai,mujhe ye domain 12 months ke liye chahiye to main 3 months ke jagah 12 months karna hai aur Continue pe click karna hai jaise ke aap niche dekh sakte hain
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  4. Uske bad aap ko Freenom pe apna Account create karna hai,Aap apne Email ya direct social media se bhi sign in kar sakte hain.
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  5. Us ke baad aapko Review & Checkout page dekhne ko mile ga aur niche aapko ek massage mile ga keh verification link aap ke email pe bejha gya hai us pe cick karen jaise ke aap niche dekh sakte hain
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  6.  Uske bad aap ke samne ek form ayega ga aur aapko who form fil karna hoga aur phir Complete order pe click karna hoga.Form ko fil kaise karna hota hai who niche photo mein bta diya hai.
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  7. Ek pag open hoga aur us mein likha hoga keh aap ka order complete conform hogya hai.Aur us ke baad aap ko ek email aaye aur es mein likha hoga keh aap ne apna domain name khareed liya hai.
     Get a Domain Name in one year for free-FREE custom domain kaha se liya jaye wo bhi ek sal ke liye-Farooq Arain
     Get a Domain Name in one year for free
  8.  Apna domain name check karne ke liye Service pe click kare aur niche My Domain pe clic karen us ke baad aap ne jo domain buy kiya hai who dekhne ko mile ga aur ab aap aap yaha se apne domain ko manage kar saken ge.
To dosto aaj ki post mein bus itna hi tha aap ko ye post kaise lagi comments mein btana aur koi sawal to aap who bhi pooch sakte hain,Milte hain nixt article mein apna khayal rakhna Good Buy.

2 comments:

  1. I enjoy your own personal distribute. It really is fantastic to ascertain someone describe inside terms inside the heart along with quality concerning this crucial matter could possibly be quickly seen. Textile Designing

    ReplyDelete